Skip to main content

Sun mere humsafar lyrics (Badrinath Ki Dulhaniya) - Akhil Sachdeva, Mansheel Gujral Lyrics In English

Sun mere humsafar lyrics (Badrinath Ki Dulhaniya) - Akhil Sachdeva, Mansheel Gujral Lyrics In English

Sun mere humsafar lyrics (Badrinath Ki Dulhaniya) - Akhil Sachdeva, Mansheel Gujral Lyrics In English, sun mere humsafar lyrics in hindi
Sun mere humsafar

Singer Akhil Sachdeva, Mansheel Gujral
Music Akhil Sachdeva
Song Writer Akhil Sachdeva
Sun zaalima mere
Saanu koi dar na
Ki samjhega zamaana
Tu vi si kamli
Main vi sa kamla
Ishqe da rog sayana
Ishqe da rog sayana..
Sun mere humsafar
Kya tujhe itni si bhi khabar
Sun mere humsafar
Kya tujhe itni si bhi khabar
Ki teri saansein chalti jidhar
Rahunga bas wahin umrr bhar
Rahunga bas wahin umrr bhar, haaye
Jitni haseen ye mulakatein hain
Unse bhi pyari teri baatein hain
Baaton mein teri jo kho jaate hain
Aaun na hosh mein main kabhi
Baahon mein hai teri zindagi, haaye
Sun mere humsafar
Kya tujhe itni si bhi khabar
Zaalima tere ishq 'ch main
Ho gayi aa kamli... haaye..
Main toh yun khada
Kis soch mein pada tha
Kaise jee raha tha main deewana
Chhup ke se aake tune
Dil mein samaa ke tune
Chhed diya kaisa ye fasaana
O... muskurana bhi tujhi se seekha hai
Dil lagane ka tu hi tareeka hai
Aitbaar bhi tujhi se hota hai
Aaun na hosh mein main kabhi
Baahon mein hai teri zindagi, haaye!
Hai nahi tha pata
Ke tujhe maan lunga Khuda
Ki teri galiyon mein iss qadar
Aaunga ab har pehar...
Sun mere humsafar
Kya tujhe itni si bhi khabar
Ki teri saansein chalti jidhar
Rahunga bas wahin umrr bhar
Rahunga bas wahin umrr bhar, haaye
Zaalima tere ishq 'ch main..


Tum Hi Aana - Jubin Nautiyal Lyrics

Comments

Post a Comment

If you have any doubts, please let me know

Popular posts from this blog

Bewafai Lyrics – Sachet Tandon | Mr. Faisu, Musskan Sethi, Aadil Khan

Bewafai Lyrics – Sachet Tandon | Mr. Faisu, Musskan Sethi, Aadil Khan - Sachet Tandon Lyrics Latest hindi Song Bewafai Lyrics sung by Sachet Tandon. Music given by Rochak Kohli. Lyrics written by Manoj Muntashir. Directed by T-Series. This song Label -T-Series. Bewafai Lyrics Song Credits :- Song - Bewafai Music - Rochak Kohli Singer - Sachet Tandon Lyrics - Manoj Muntashir Video Director - Ashish Panda Music Label - T-Series Bewafai Song Lyrics Ishq jahan humne likha Kagaz woh teene jala diya Ishq jahan humne likha Kagaz woh teene jala diya Phir se saamein bheeg gayi Phir yaad ne teri rula diya Chal diya chhod ke Chal diya chhod ke aise dil tod ke Dheree dheere mujko tanhai maar dalegi Mujhko yeh Mujhko yeh teri bewafai maar dalegi Haye mujhko yeh teri bewafai maar dalegi Mujhko yeh teri bewafai maar dalegi Mujhko yeh teri bewafai maar dalegi Lagta hai mujhe yeh haye Lagta hai mujhe yeh judai maar dalegi Mujhko yeh teri bewafai maar

Tum Hi Aana | Marjaavaan | Riteish D, Sidharth M, Tara S |Jubin Nautiyal,Payal Dev,Kunaal V Lyrics in English

Tum Hi Aana - Jubin Nautiyal Lyrics Tum Hi Aana Singer Jubin Nautiyal Music Payal Dev Song Writer Kunaal Vermaa Tere jaane ke gham Aur na aane ke gham, Phir zamaane ke gham Kya karein...? Raah dekhe nazar Raat bhar jaag kaar Paar teri toh khabar na mile..... Bahoot aayi gayi yaadein Magar iss baar tum hi aana Iraade phir se jaane ke nahi laana Tum hi aana.... Oo..... Koi toh raah woh hogi Jo mere ghar ko aati hai, Karo peecha sadaaon ka Suno kya kehna chahti hai........ Tum aaogi mujhe milne Khabar yah bhi tum hi laana, Bahut aayi gayi yaadein Magar iss baar tum hi aana...... Tum hi aana....., Nahi jaana...........